Sunday 31 May 2015

Dekha palat k usne k hasrat usey b thi by Wasi Shah

Dekha palat k usne k hasrat usey b thi by Wasi Shah
Dekha palat k usne k hasrat usey b thi by Wasi Shah
Dekha palat k usne k hasrat usey b thi
Hum jis par mit gaye they mohabbat usey b thi,

Chup ho gya tha dekh kar wo b idhar udhar
Dunya se meri tarha shikayat usey b thi,

Ye soch kar andhere galey se laga liye
Raaton ko jagne ki adat usey b thi,

Wo ro diya tha mujh ko pareshaan dekh kar
Us din hala'n k meri zarurat usey b thi,

Un pathron k sath nibhani pari usey Wasi
Jin se faqat mujhe nahi nafrat usey b thi.

Hijar ka taara doob chala hai dhalne lagi hai raat Wasi

Hijar ka taara doob chala hai dhalne lagi hai raat Wasi
Hijar ka taara doob chala hai dhalne lagi hai raat Wasi
Hijar ka taara doob chala hai dhalne lagi hai raat Wasi
Qatra qatra baras rahi hai askhkon ki barsaat Wasi,

Tere baad ye dunya wale mujh ko pagal kar dain ge
Khushbu ke dais me mujh ko le chal apne saath Wasi,

Yunhi chup ki muhar laga kar kab tak gum sum betho ge?
Khamoshi se dam ghutta hai chairo koi baat Wasi,

Chor Wasi ab us ki yaadain, tujh ko pagal kar dain gi
Tu qatra hai wo darya hai, dekh apni Aoqaat Wasi.

Kabhi Ulfat Bhara Lehja Kabi Utra hoa Chehra

Kabhi Ulfat Bhara Lehja Kabi Utra hoa Chehra
Wasi shah poetry
Kabhi Ulfat Bhara Lehja  Kabi Utra hoa Chehra
Smajh Me kuch Nhi Ata  bata mera Gunah kia hy 

Meri Uljhan Mita tu day  Mujhe Itna bata tu day
Me Mujrim hun ya Mehram hun  Saza Kia hy Jazaa Kia hy 

Meri Sansain tu Chalti Hain Teri Yadoon Say Aye Humdum
Nhi Fursat k yeh Sochon Fanaa kia hy Baqaa Kia hy 

Mera ye Dil Meri Dharkan Meri Saansain yeh Sab "Wasi"
Ye sub kuch Naam tere hain bata peechay bacha kia hay .

Dil mein afsos, ankhon mein nami si rehti hai, Wasi Shah, Wasi Shah Poetry, Wasi Shah Urdu Poetry,

Dil mein afsos, ankhon mein nami si rehti hai, Wasi Shah, Wasi Shah Poetry, Wasi Shah Urdu Poetry,
Dil mein afsos, ankhon mein nami si rehti hai, Wasi Shah, Wasi Shah Poetry, Wasi Shah Urdu Poetry,
Dil mein afsos, ankhon mein nami si rehti hai
Zindagi mein shayed koi kami si rehti hai,

Mujhe se rooth jatey hain aksar Wasi
Shayed mere khuloor mein kami si rehti hai.

Kon rota hay yaha raat k sanatto main Wasi Shah

Kon rota hay yaha raat k sanatto main Wasi Shah
Kon rota hay yaha raat k sanatto main Wasi Shah
Kon rota hay yaha raat k sanatto main
Mere jaisa he koi hijar ka mara hoga
Kaam mushkil hay magar jeet he longa us ko
Mere mula ka wasi ju he ishara hoga.

Beautiful Sad Barish Poetry By Wasi Shah,

Beautiful Sad Barish Poetry By Wasi Shah,
Wasi Shah Poetry

Wo pyar ka saboot dikhaya krta tha
Aansu baha kr mujy mnaya krta tha,

Ye zindgi sirf tm se wabsta hy
Aksar ye bat mujy btaya krta tha,

Uski baton mein kuch aisa asar tha
Main barish k bina hi bheg jaya krta tha,

Sone ki fursat kis ko thi
Wo mjy sari raat jagaya krta tha,

Becheni jab had se bhar jati thi
Wo G bar k gale lagaya krta tha,

Wo itni muhabat karne wala badal gaya Wasi
Jo sath nibhane ki qasam khaya krta tha.

Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Best Heart touching Poetry, Heart Touching Ghazal, Heart Touching Love Poetry, Heart Touching Poetry,

Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Best Heart touching Poetry, Heart Touching Ghazal, Heart Touching Love Poetry, Heart Touching Poetry,
urdu poetry


Sarey Waadon Ko Bhula Sakti Hun Lekin Rehny Do,

Main Tumhy Chor K Ja Sakti Hun Lekin Rehny Do,

Tum Jo Har Mor Py Keh Dety Ho Khuda Hafiz,

Faisla Main Bhi Suna Sakti Hun Lekin Rehny Do,

Tum Ny Jo Baat Ki Dil Ko Dukhany Wali,

Us Py Main Muskura Sakti Hun Lekin Rehny Do,

Sharam Aaye Gi Tumhy Warna Tumharey Waady,

Main Tumhy Yaad Dila Sakti Hun Lekin Rehny Do...!!

Saturday 30 May 2015

Isra Atal, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Israr Atal New Pashto Poetry,

Laara Qisa Da Meeny Khatma Shwa Munkar Sho janan
Zama Da Dairy Gharibai Na Che Khabar Sho janan

Pregdai Che Swazm Warta Chal Me Da Yaarai Khodalo
Che Pa Chal Poye Sho Nu Pa Noro Noro Sr Sho janan

Laka Da Gul Ye Da Azghao Fitrat Na Sa Khabar Wom
Sumra Che Khkuly Wo No Dumra Sitamgar Sho janan

"ATALA" Da Kho Sta Da Meeny Barakat Wo Kana
Nan Che Da Har Cha Warta Paam Sho Bkhtawr Sho janan.

Isra Atal, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Israr Atal New Pashto Poetry,

Isra Atal, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Israr Atal New Pashto Poetry,
Hagha Da Baran Lewanay Shpa Rata La Yada Da.
Jwanda Sta Salgay Salgay Qisa Rata La Yada Da.

Ma Darna Da Khpale Mazdoray Pukhtana Kare Wa.
Ya Da Kale Khana Sta Ghusa Rata La Yada Da.

Sta Da Jafa Dard Me Hafiza Kamzore Kare Da.
Bas Yawa Da Meene Kalema Rata La Yada Da.

Charta Ye Raware Yama Har Sa Rana Heer De Kho.
Yara Da Kabul Da Sind Chapa Rata La Yada Da.

Ma Che Pa Warghawe Ke Gul Kare Pa Nakrezo O.
Oye We Atala Sta Nama Rata La Yada Da…

Isra Atal, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Israr Atal New Pashto Poetry,

Isra Atal, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Israr Atal New Pashto Poetry,
Mung Che Bala Bala Khabaray Ye Pa Sar Orri Di
Hagha Da Zrroono Kali Tol Pa Yaw Nazar Orri Di.

Hagha Che Khalak Warta Bal Zi Na Akhtaray Rawrri
Mung La Haghay Kali Na Kaday Pa Akhtar Orri Di.

Hees Poha Na Sho Che Mo Gata Ka Tawan Kre De
Kho Mung Pa Khpalo Ogoo Khpal Marri Aksar Orri Di.

Kala Che Hum Dalta Razam Pa Khushalai Razama
Che Zam No Stargay Me Pa Khpalo Okhko Thar Orri Di.

Sok Dasay Hum Nashta Che Yaad Ye Kri Da Ghal Pa Nama
Janan Zamong Zrrona Sa Dasay Pa Hunar Orri Di.

Os De Yaadona Da Hagha Seena K Patay Na Di
Da Wano Panrray We “Atala” Samandar Orri Di.

Isra Atal, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Israr Atal New Pashto Poetry,

 Isra Atal, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Israr Atal New Pashto Poetry,
Zama Pa Sar Bande Ye Khpa Kekhawda Bara larro
Dase Pa Sar Sar Bande Tlo Tar Haagha Sara larro

Os Ye Hechala Hom Sa Chal Da Kuzedo Na Warzi
Da Maikhane Da Myanza Raghey Tar Membara larro

Pa Khpala Khawra Da Khpal Zan Tapos Kawaley Na Sho
Da Pukhtano Na Me Ghairat Dase Pa Nara larro

Na Qamis Toor Shta Na Gulona Dre Salor Shta Pake
Hagha Da Meene Tool Khayist Da Pekhawara larro

Zaan Rata Paak Khkari Ao Bal Ta Gunangar Wayo Mung
Zamong Da Jabe Na Asar Pa Dy Khabara larro

Laa Khatma Na Da, Da Khalid Da Qurbano Silsila
Benawa Raghey, Benawa Da Yaar Da Dara larro.

Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Best Heart touching Poetry, Heart Touching Ghazal, Heart Touching Love Poetry, Heart Touching Poetry,

Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Best Heart touching Poetry, Heart Touching Ghazal, Heart Touching Love Poetry, Heart Touching Poetry,
Palkon pe aansoo ko sajaya na jaa saka
Usko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka
Zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
Ek zakham bhi usko dikhaya na jaa saka
Jab teri yaad aayi to koshish ke bawajood
Aankhon mein aansoon ko chupaya na jaa saka
Kuch log zindagi mein aise bhi aaye hai
Jinko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
Bas is khayaal se kahi usko dukh na ho
Humse to haal-e-gum bhi sunaya na jaa saka
Woh muskura raha tha mere ru-ba-ru magar
Chehre ka rang usse chupaya na jaa saka
Tanhaiyon ki aag mein hum jal gaye
Magar faasla DILO ka mitaya na jaa saka.

Urdu Ghazal, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,

Urdu Ghazal, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,
Na Tumhe Hosh Rahe Or Na Mujhe Hosh Rahe
Is Qadar Toot Ke Chaho, Mujhe Pagal Kar Do
Tum Hatheli Ko Mere Pyar Ki Mehendi Se Rango
Apni Aankhon Mein Mere Naam Ka Kajal Kar Do
Ishq ke Saaye Mein Mere Khawaab Dhak Uthenge
Mere Chehre Pe Chamakta Huwa Aanchal Kar Do
Dhoop Hi Dhoop Main Hon Toot Ke Barso Mujh Par
Is Qadar Barso,Meri Rooh Mein Jal Thal Kar Do
Jaise Shehero Mein Har Shaam Hawa Chalti Hai
Is Tarah Mujh Mein Chalo Or Mujhe Thal Kar Do
Tum Chupa Lo Mera Dil, Oat Mein Apne Dil Ki
Or Mujhe Meri Nigaaho Se Bhi Aujhal Kar Do
Masala Hoon To Nigahein Na Churao Mujh Se
Apni Chahat Se, Tawajja Se Mujhe Hal Kar Do
Apne Gham Se Kaho Har Waqt Mera Sath Rahe
Ek Ehsaan Karo UsKo Musalsal Kar Do.

Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Best Heart touching Poetry, Heart Touching Ghazal,

Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Best Heart touching Poetry, Heart Touching Ghazal,
Mere Sabar Ka Na Le Imtihaan Meri Khamoshi Ko Saja Na De
Jo Tere Baghair Na Jee Sake Use Jeene Ki To Dua Na De
Tu Azeez Dil-o-nazar Se Hai Tu Qareeb Rag-o-jaan Se Hai
Mere Jism-o-jaan Ka Yeh Faasla Kaheen Waqt Aur Badha Na De
Tujhe Bhool Ke Na Bhula Sakoon Tujhe Chah Ke Bhi Na Paa Sakoon
Meri Hasraton Ko Shumaar Kar Meri Chahaton Ka Sila Na De
Wo Tarap Jo Shola-e-jaan Mein Thi Mere Tan Badan Se Lipat Gayi
Jo Bujha Sake To Bujha Ise Na Bujha Sake To Hawaa Na De
Tujhe aGar Mile Kabhi Fursatain Meri Shaam Phir Se Sanwaar De
AGar Qatal Karna Hai To Qatal Kar Yoon Judaiyo Ki Sazaa Na De.

Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry,

Urdu Best Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry,
Meri barbadi ki daastan sunane se pehle
Mujhe itna bata jaate chhod jaane se pehle
Agar koi shikwa tumne mujhse kiya hota
Main tumko mana leta rooth jaane se pehle
Tum khush naseeb ho humne chaha hai tumhain
Warna bahut the humko chahne wale tumse pehle
Kya maloom tha itna tarpayegi judai teri
Dekho tum laut aana yeh jaan jaane se pehle.

Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Best Poetry, Sad Urdu Poetry,

Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Best Poetry, Sad Urdu Poetry,

Meri dastan hasrat wo suna suna kar roye
Mere azmane wale mujhe azma kar roye
Koi aisa ahal-e-dil ho k fasana mohabbat
Main usse suna kar roun wo mujhe suna kar roye
Mere pass se guzar gaya mera haal taak na poocha
Main yeh kaise maan jaun ke wo door jaa kar roye
Teri bewafaiyon par teri kujarayion par
Kabhi sir jhuka kar kabhi muh chhupakar roye
Meri aarzoo ki duniya dil-e-natawan ki hasrat
Jise kho kar shadman the usse aaj paakar roye
Jo sunayi anjuman mein shabe-e-gum ki aap beeti
Kai ro kar muskuraye kayi muskura kar roye.

Urdu Ghazal, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,

Urdu Ghazal, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry,
Mujhse milne ke wo karti thi bahaane kitne
Ab guzarege mere saath zamaane kitne
Main gira tha to bahut log ruke the lekin
Sochta hu mujhe aaye the uthaane kitne
Jis tarah maine tujhe apna bana rakha hai
Sochte honge yahi baat na jaane kitne
Tum naya zaKhm lagao tumhe isse kya hai
Bharane waale hai abhi zaKhm purane kitne.

Juda hony k mosam me juda hona zrori tha, Wasi Shah Poetry, Wasi Shah,

Juda hony k mosam me juda hona zrori tha
Najany q kisi ka bewfa hona zruri tha,

Mere dil ne jo is ko poojany ki intha kr di
To phir us bewafa ka be Khuda hona zruri tha,

Kisi se koi b shikwa na koi b shakyat ha
Jo mery sath chaht mein huwa hona zruri tha,

Bht nazdek thay dil is liye ab dooriyan b hain
Dilon k dermiyan kuch fasla hona zrori tha,

Usy b drd deny ka bht he shok tha “Wasi”
Hmy b dArd o gham sy ashna hona zrori tha.



Sad Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry, 
Urdu Ghazal, Heart Touching Ghazal, 

Urdu Ghazal, Bas Meri janib do qadam kar ke chaly jana,

Urdu Ghazal, Bas Meri janib do qadam kar ke chaly jana,
Bas Meri janib do qadam kar ke chaly jana
Palat kar dekhna phir aankh nam kar ke chaly jana

Kisi ko rokna to door sada tak nah de sakon
Meri is bebasi ka tum bhi gham kar ke chaly jana

Yahan ab koi nah aye yeh andheron ki basti hai
Mery dilbar mery dil par raqm kr ke chaly jana

Faqt ik bewafai hi nahin keh ab talak mujh se
So mery sath tum yeh bhi sitm kar ke chaly jana

Abhi tak phir milen ge keh nahin paye ho tum mujh se
Meri jaan yeh hai rukhsat ki rasm kar ke chaly jana

Jo kehti hein keh main tum se dobara mil nah pain gi
Lakeeren woh mery hathon se kam kar ke chaly jana

Tumhary baad to jeeny ka tasawar nahin baqi
Dafn tum bhi mujhy meri qasm kar ke chaly jana.

Urdu Ghazal Poetry, Hawa ki zad mein jo aa gaye the woh aasheyany bikharty dekhy,

Urdu Ghazal Poetry, Hawa ki zad mein jo aa gaye the woh aasheyany bikharty dekhy,
Hawa ki zad mein jo aa gaye the woh aasheyany bikharty dekhy
Kahen pe aoraq reza reza kahen pe alfaz marty dekhy

Yon raz-e-hasti samjh mein aya fasana jan ka silsala bhi
Jo khasta peron ki tehneyon se khizan mein paty bicharty dekhy

Guzaar do zabt ki sabelon pe shidat gham ki talkheyon ko
Yeh zakham kya waqt ke saharon pe sookhy darya bhi bharty dekhy

Tumhara mera to silsala bas zara si mudat ka silsala hai
Woh log kesy the jo mohabbat mein had se aagy guzarty dekhy

Yeh qismaton ka fatoor hai jo azal se thehra hoa hai ab tak
Hein sabza zaron mein pair aisy keh jin se panchhi bhi darty dekhy

Tery badalny pe kya gila jab mujhy kabhi tum mily nahin ho
Main ne sar-e-dhoop rah mein aksar badan se saey bicharty dekhy

Yeh sal-e-no phir azeeyaton ka piyam laya hai mery ghar mein
Keh rat kamry ki seehreyon jo main ne saey utarty dekhy

Khuda kary khair ho Aqeel ab main jag betha hon jis se dar kar
Woh khawab kya tha keh aag ki zad mein shehr sary jalty dekhy.

Isra Atal, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Israr Atal New Pashto Poetry,

Isra Atal, Israr Atal Poetry, Pashto Poetry, Israr Atal New Pashto Poetry,
Kargha che keni pa balai bandi naara owahi
Lewanai manda kri pa shundo dandasa owahi,

Da yar be sara khyala dumra aqal zda kra kana
Sok che pradi kor ta warzi awal tamba owahi,

Arman me sta da gharoor gheg ke dasi saa warkawi
Laka saray che parghazi shi laas ao khpa owahi,

Khwdaya da zwi sar ta me khair kray pekhawar ke osi
Zama ajaza mor pa day chal tola shpa owahi,

Sok pa darogha warta wai che ATAL di mar sho
Kam aqla chaghi kri pa draz khpala sina owahi.

Israr Atal, Israr Atal Best Poetry, Atal Poetry, Pashto Poetry,

Israr Atal, Israr Atal Best Poetry, Atal Poetry, Pashto Poetry,

Ma deir pat osatal kho Nan me rata mor owayel
Zyar speen aw tor di sho Bachiya da badan rangoona,

Yaw khwa me zra swazedo bal khwa me watan swazedo
Kamal ta zaka rasedal zama da fan rangoona,

Da che badal de gaam pa gaam mo da kafan rangoona
Rala haalato badal karee da watan rangoona,

Sparley tre laaro da goloono dolay tasha laara
Zay la ba sok rawali Khudaya da chaman rangoona,

Atal ba khamakha tre rang aghesto haq ye laro
Che badledal ye da Ashna da makh mayan rangoona.

Main ne Usko kitna chaha hai

Main ne Usko kitna chaha hai
Ussey Main Q btaoon,
Main ne Usko kitna chaha hai..?
Btaya jhoot jata hai,
k sachi baat ki khushbo to khud mehsoos hoti hai,
Meri baatein Meri sochein
Ussey khud jaan janey do,
Abhi kuch din MUjhe Meri MUhabbat aazmaney do,
Agr Woh Ishq k Ehsaas ko pehchaan na paye,
MUjhe bhi jaan na  paye,
To phir aisa kro  aey Dil..!
Khud Gum-naam ho jao,
Magar Uss be-khabar ko Zindagi bhar MUskraney do. 
Abi kuch din Mujhay meri Mohabbat azmany do........!!!

Thursday 28 May 2015

K Dard Na Ho To Mohabat Mazaaq Lagti Hai

K Dard Na Ho To Mohabat Mazaaq Lagti Hai
Durust Kar Hi Liya Mai Nay kal rat Nazriya Apna.. 

K Dard Na Ho To Mohabat Mazaaq Lagti Hai..

Main Qissa.e.Mukhtasir nahi tha

Main Qissa.e.Mukhtasir nahi tha
Main Qissa.e.Mukhtasir nahi tha.. 

Warq ko jaldi palat 
Gaye tum..

Tere Galay Mein Jo Baahon Ko Daal Rakhte Hein

Tere Galay Mein Jo Baahon Ko Daal Rakhte Hein
Tere Galay Mein Jo Baahon Ko Daal Rakhte Hein.. 
Tujhe Mananay Ka Kesa Kamaal Rakhte Hein.. 

Tujhe Khabar Hai Tujhe Sochne Ki Khaatir Hum.. 
Boht Se Kaam Muqaddar Pay Taal Rakhte Hen.. 

Koi Bhi Faisla Hum Soch Kar Nhi Karte.. 
Tumhare Naam Ka Sikka Uchaal Rakhte Hen.. 

Tumhare Baad Ye Aadat Si Hogai Apni.. 
Bikhre Sookhay Pattay Sanbhaal Rakhte Hein.. 

Khushi Si Milti Hai Khud Ko Aziyatein Day Kar.. 
So Jaan Boojh Kar Dil Ko Nidhaal Rakhte Hen.. 

Kabhi Kabhi Wo Mujhe Hans K Dekh Laitey Hen.. 
Kabhi Kabhi Mera Be Had Kahyaal Rakhte Hein.. 

Tumhare Hijar Mein Yeh Haal Ho Gaya Apna.. 
Kisi Ka Khat Ho Usay Bhi Sanbhaal Rakhte Hein.. 

Khushi Milay To Tere Baad Khush Nahi Hotay.. 
Hum Apni Aankh Mein Har Dum Malaal Rakhte Hein.. 

Zamane Bhar Se Chupa Kar Woh Apne Aanchal Mein.. 
Mere Wujood K Tukray Sanbhaal Rakhte Hein.. 

Kuch Is Liye Bhi To Be Haal Ho Gaye Hum Log.. 
Tumhari Yaad Ka Be had Khayal Rakhtay Hain..

Dhoop mein niklo ghataon mein naha kar daikho.

Dhoop mein niklo ghataon mein naha kar daikho.
Dhoop mein niklo ghataon mein naha kar daikho.. 
Zindagi kya hai kitabon ko hata kar daikho.. 

Woh sitara hai chamaknay do yoon hi aankhon mein.. 
Kya zaroori hai usse jism bana kar daikho.. 

Patharon mein b zuban hoti hai dil hotay hain.. 
Apny ghar k Dar.o.deewar saja kar daikho.. 

Faasla nazron ka dhoka bhi to ho sakta hai.. 
Woh milay ya na milay hath barha kar daikho..

Uss Modd se shru Karen AA phir se Zindagi

Uss Modd se shru Karen AA phir se Zindagi
Uss Modd se shru Karen AA phir se Zindagi

Har shey Jahan Haseen Thi Our Hum Tum aJnaBi

Mohabat Lafz Hai Lakin, Ye Aksar Ho Bhi Jaati Ha

Mohabat Lafz Hai Lakin, Ye Aksar Ho Bhi Jaati Ha


Ye Lafzon Ki Shararat Hai, Sambhal Kar Kuch Bhi Kehna Tum..!!!
Mohabat Lafz Hai Lakin, Ye Aksar Ho Bhi Jaati Hai..

Tab Dour Tha Pathhar Ka Ab Log Hain Pathhar K

Tab Dour Tha Pathhar Ka Ab Log Hain Pathhar K
Tareekh Hazaro Saal Main Bas Itni Si Barhi Hai.. 

Tab Dour Tha Pathhar Ka Ab Log Hain Pathhar K..

Dard ka izhaar kar k dard ko rusva na kar

Dard ka izhaar kar k dard ko rusva na kar

Dard ka izhaar kar k dard ko rusva na kar. 
Kar nahi sakta wafa to phir koi waada na kar. 

Warna kar len ge faraib aa kar ba aasani shikaar. 
Rooh se kat kar kabhi bhi jism ko tanha na kar. 

Khud fazayen jagmaga uthen gi dekhe ga jahaan. 
Roshni kar k khud apni roshni dekha na kar. 

Kya bache ga warna tere paas duniya k liye. 
Zindagi k har taqaze ko kabhi poora na kar. 

Zindagi jeeta hai har koi alag andaz se. 
Jaisa TU hai doosron ko bhi Wohi samjha na kar. 

Kon dekhe ga teri achhaiyan bol ay NehaL.. 
Kar k ghairon ka bura apna hi sirf achha na kar..

Kabhi Yadain, Kabhi Batain, Kabhi Biti Mulaqatain

Kabhi Yadain, Kabhi Batain, Kabhi Biti Mulaqatain
Kabhi Yadain, Kabhi Batain, Kabhi Biti Mulaqatain.!!
Bohat Kuch Yaad Aata Hai, Tumhare Yaad Aane Se..!!

Tumhare Dar Tak Aayi Thi Mujhe iLzaam Mat Dena

Tumhare Dar Tak Aayi Thi Mujhe iLzaam Mat Dena
Tumhare Dar Tak Aayi Thi Mujhe iLzaam Mat Dena 
Tujhe Wapas Bulaya Tha Mujhe iLzaam Mat Dena 

Musalsal Be-Rukhi Se Ye TaaluQ To0t Jaye Ga 
Tujhe Pehle Bataya Tha Mujhe iLzaam Mat Dena 

Bithaya Jiss Ko Palkon Par Hamare Hote Huye Tum Ne 
Ussi Ne Dil Dukhaya Tha Mujhe iLzaam Mat Dena 

Hamare Pyar Ki Khushbu Jahan Pe RaQs Karti Thi 
Woh Ghar Kiss Ne Jalayaa Tha Mujhe iLzaam Mat Dena 

Sawaab-e-Wasl Se Le Kar Azaab-e-Hijar Tak Hum Ne 
Kahan Daman Bachaya Tha Mujhe iLzaam Mat Dena

aah ko chaahiye ek umer asar hone tak

aah ko chaahiye ek umer asar hone tak
aah ko chaahiye ek umer asar hone tak 
kaun jeetaa hai tere zulf ke sar hone tak 

aashiqi sabar talab aur tamannaa betaab 
dil ka kya rang karun khun.e.jigar hone tak 

ham ne mana ke tagakul na karoge lekin 
khaak ho jaaege ham tum ko khabar hone tak 

gham.e.hasti ka kisse ho kuz.marg.e.ilaaj 
shamaa har rang me jalti hai sahar hone tak

Kuch din say teray sath koi baat nahi hai

Kuch din say teray sath koi baat nahi hai
Kuch din say teray sath koi baat nahi hai 
Yun lagta hai sadiyun say mulaqat nahi hai.. 

Dukh dard sunao mujhay her baat batao 
Ye dil ki khwahish hai meri baat nahi hai.. 

Jab yaad teri aaye to aa jatay hain aansu 
Main kaisay kahon aankh mein barsaat nahi hai.. 

Sookhay huay kuch phool hain aur ashk hain taza 
Kuch aur meray paas soghaat nahi hai.. 

Waqif hai meray dard say subah ka ujaala 
La ilm meray gham say meri raat nahi hai.. 

Main jis ki mohabbat mein yun bay haal hoon FARAZ 
Wo hans kay ye kehta hai koi baat nahi hai..

Sau Baar Chaman Mehka Sau Baar Bahaar Aai

Sau Baar Chaman Mehka Sau Baar Bahaar Aai
Sau Baar Chaman Mehka Sau Baar Bahaar Aai

Dunya Ki Wohi Ronaq, Dil Ki Wohi Tanhaai


Ye Raat Ki Khamoshi Ye Aalam e Tanhaai

Phir Dard Uttha Dil Me Phir Yaad Uski Aai


Is Aalam e Veeraan Me Kiya Anjuman Aarai

Do Roz Ki Mehfil Hai Ek Umar Ki Tanhaai


Har Dard e Mohabbat Se Uljha Hai Gham e Hasti

Kiya Kiya Humen Yaad Aya Jab Yaad
Uski Aai

Roney Se Kiya Haasil Ae Dil e Saudaai

Is Paar Bhi Tanhaai Us Paar Bhi Tanhai

Kisi Ki Ankh Pur Nam Hai Mohabbat Ho Gayi Hogi

Kisi Ki Ankh Pur Nam Hai Mohabbat Ho Gayi Hogi
Kisi Ki Ankh Pur Nam Hai Mohabbat Ho Gayi Hogi 
Zabaan Pe Qissa e Ghum Hai Mohabbat Ho Gayi Hogi 

Kabhi Hasna Kabhi Rona, Kabhi Hans Hans Ke Ro Dena 
Ajab Dil Ka Ye Alam Hai Mohabbat Ho Gayi Hogi 

Kabhi Aankhon Hi Aankhon Mein Wo Baaton Ka Bata Dena 
Kabhi Takrar Baham Hai Mohabbat Ho Gayi Hogi 

Kisi Ko Samney Paa Kar Kisi Ke Surkh Honton Par 
Anokha Saa Tabassum Hai Mohabbat Ho Gayi Hogi 

Har Ik Salvat Pe Bistar Ki Kisi Ka Naam Likha Hai 
Diye Ki Lo Bhi Madham Hai Mohabbat Ho Gayi Hogi

Gungunatay raston ki dilkashi apni jagah..

Gungunatay raston ki dilkashi apni jagah..
Gungunatay raston ki dilkashi apni jagah...
or sab k darmyan teri kami apni jagah

Payaam Aaye Hain Us Yaar-e-Beparwa K Mujhe.

Payaam Aaye Hain Us Yaar-e-Beparwa K Mujhe.
Payaam Aaye Hain Us Yaar-e-Beparwa K Mujhe. 
Jissay Qaraar Na Aaya Kaheen, Bhula K Mujhe. 

Judaaiyan Hoon To Aisi K Umer Bhar Na Milain. 
Faraib To Do Zara Silsilay Barha K Mujhe. 

Nashay Se Kam To Nahi Yaad-e-Yaar Ka Aalam. 
K Le Urra Hai Koi Dosh Per Hawa K Mujhe. 

Main Khud Ko Bhool Chuka Tha Magar Jahaan Waalay. 
Udaas Chorh Gaye Aaina Dikha K Mujhe. 

Tumhaare Baam Se Ab Kam Nahi Rifat-e-Daar. 
Jo Dekhna Ho To Dekho Nazar Utha K Mujhe. 

Khinchi Howi Hai Mere Aansooun Mein Ek Tasveer. 
Dekh Raha Hai Wo Muskura K Mujhe.

Hamari Muntazir Ankhon Ko Uski Deed Kab Hogi,

Hamari Muntazir Ankhon Ko Uski Deed Kab Hogi,

Hamari Muntazir Ankhon Ko Uski Deed Kab Hogi, 

Abi Se Hum Se Mat Pocho Hamari EID Kab Hogi, 

Hum Ek Dosre Ke Sahare Thay Usay Ye Bat Yad Kab Hogi 

Wo Mehfilon Main Khush Hai Usay Hamari Tanhayi Ki Parwa Kab Hogi, 

Ache Waqt Main To Har Koi Sath Deta Hai Bure Waqt Ki Usay Parwa Kab Thi, 

Hamari Ankhon Ka Woh Chand Hai Jab Wo Nazar Ayega To Hamari Eid Tab Hogi, 

Abi Hum Se Mat Pocho Ke Hamari Eid Kab Hogi. . .

Tum to Aksar Mujh Sy Kaha Kartay They k Zindagi Tumharay Naam Kar Di hai..

Tum to Aksar Mujh Sy Kaha Kartay They  k Zindagi Tumharay Naam Kar Di hai..
Tum to Aksar Mujh Sy Kaha Kartay They 
k Zindagi Tumharay Naam Kar Di hai.. 

Na JaNay Zindagi Mere Naam Kar K 
Khud Kis K Naam Ho Gaye..

Saare Dard Mujhe Hi Saunp Diye..

Saare Dard Mujhe Hi Saunp Diye..
Saare Dard Mujhe Hi Saunp Diye.. 

Itna Aitbaar Tha Mujh Pe..

Usay kehna Agar aye To sath apnay..

Usay kehna Agar aye To sath apnay..
Usay kehna Agar aye To sath apnay.. 
koi jugno koi taraa bhi lay aye.. 

k mera dil meray ghar ki tarah.. 
Tareek rehta hai.. 

ZinDagi Ek Dukaan Khilono0n ki..

ZinDagi Ek Dukaan Khilono0n ki..
ZinDagi Ek Dukaan Khilono0n ki.. 

Waqt BiGraa Huwa Sa BaCha hai..

Wohi Mujh Ko Mitaate Hain Jinhen Tarteeb Deta Hoon

Wohi Mujh Ko Mitaate Hain  Jinhen Tarteeb Deta Hoon
Subak Raftaar Lamho Ki 
Hadein Tarteeb Deta Hoon 
Sehar Ki Saans Ginta Hoon 
Shaben Tarteeb Deta Hoon 

Mai Aab e Zarr Se Likhta Hoon 
Ussi Ka Naam Shairon Mei 
Sunehrey Lafz Bunta Hoon 
Unhen Tarteeb Deta Hoon 

Usey Sochoon To Pehlu Se 
Sarak Jata Hai Dil Mera 
Mai Dil Pe Haath Rakh Kar 
Dharkanein Tarteeb Deta Hoon 

Mere Logon Ki Fitrat Mei 
Ye Ziddi Wasf Shaamil Hai 
Wohi Mujh Ko Mitaate Hain 
Jinhen Tarteeb Deta Hoon

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...