Wednesday 23 September 2015

Woh sitara hai chamaknay do yoon hi aankhon mein..

Woh sitara hai chamaknay do yoon hi aankhon mein..
Dhoop mein niklo ghataon mein naha kar
daikho..
Zindagi kya hai kitabon ko hata kar
daikho..

Woh sitara hai chamaknay do yoon hi
aankhon mein..
Kya zaroori hai usse jism bana kar
daikho..

Patharon mein b zuban hoti hai dil hotay
hain..
Apny ghar k Dar.o.deewar saja kar
daikho..

Faasla nazron ka dhoka bhi to ho sakta
hai..
Woh milay ya na milay hath barha kar
daikho..


EmoticonEmoticon

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...