Saturday, 19 September 2015

Hasrat-e-deed mein guzraan hain zamaney kab se

Hasrat-e-deed mein guzraan hain zamaney kab se
Hasrat-e-deed mein guzraan hain zamaney kab se 
Dasht-e-umeed mein gardaan hain dawaney kab se 

Der se ankh mein utra nahin askhon ka azaab 
Apne zimey hain tera farz najaney kab se 

Kis tarah paak ho be-arzu lamhon ka azaab 
Dard aya nahin darbaar sjanaey kab se 

Sar Karo saaz ke cherrein koi dil soozghazal 
Dhoondta hai dil-e-shoreeda bahaney kab se 

Pur karo jaam ke shayed ho isi lahta rawaan 
Rok rakha hai jo ik teer kazzaa ne kab se 

Faiz phir kab kisi maktal mein karainge abad 
Lab pe veeran hain shaheedon ke fasaney kab se. . .


EmoticonEmoticon

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...