Thursday, 3 September 2015

Barish, Barish Ki Bondein, Rain Day Poetry, Romantic Rainy Poetry, Romantic But Sad Barish Poetry,

Woh Bhi Meri Terhan
Barasti Bondon Ko Hathon Mein Sameit Leti Hai
Suna Hai Phool Usey Bhi Pasand Hai
Woh Bhi Meri Terhan,


Ghanton Pholon Se Batein Kerti Rehti Hai
Suna Hai K Chand Usey Bhi Aacha Lagta Hai
Woh Bhi Meri Terhan,

Raat Raat Bher Usey Takti Rehti Hai
Suna Hai Tanhaee Usey Bhi Bhati Hai
Woh Bhi Meri Terhan,

Per Woh Tanha Baith Ker Kis Ko Sochti Hai
Sari Batein Sachi Hein Magar
Yeh Bhi Sach Hai,

Mein Jo Us K Barey Mein
Her Baat Ki Khabbar Rakhta Hon
Yeh Bhi Janta Hoon K Us Ki,

Soochon Ka Mehwar Mein Nahi
Suna Hai K Barish Usey Bhi Pasand Hai
Woh Bhi Meri Terhan,

Barasti Bondon Ko Hathon Mein Sameit Leti Hai
Suna Hai Phool Usey Bhi Pasand Hai
Woh Bhi Meri Terhan,

Ghanton Pholon Se Batein Kerti Rehti Hai
Suna Hai K Chand Usey Bhi Aacha Lagta Hai
Woh Bhi Meri Terhan,

Raat Raat Bher Usey Takti Rehti Hai
Suna Hai Tanhaee Usey Bhi Bhati Hai
Woh Bhi Meri Terhan,

Per Woh Tanha Baith Ker Kis Ko Sochti Hai
Sari Batein Sachi Hein Magar
Yeh Bhi Sach Hai!

Mein Jo Us K Barey Mein
Her Baat Ki Khabbar Rakhta Hon
Yeh Bhi Janta Hoon K Us Ki
Soochon Ka Mehwar Mein Nahi.


EmoticonEmoticon

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...