Showing posts with label Udaasiyun ka ye mosam Badal bhi skta tha. Show all posts
Showing posts with label Udaasiyun ka ye mosam Badal bhi skta tha. Show all posts

Monday, 22 June 2015

Udaasiyun ka ye mosam Badal bhi skta tha

Udaasiyun ka ye mosam Badal bhi skta tha
Udaasiyun ka ye mosam Badal bhi skta tha ,
Wo chahta to mayra Sath Chal bhi skta tha
Wo Shakhs tuney jisay Chornye ki jaldi ki
Taray Mizaj k sanchy main dhal bhi skta tha
Wo jaldbaaz khafa ho k chaldia warna
Tnaazaat ka koi hal nikal b skta tha
ANNA ne hath uthnay nahi diye warna
Meri dua say wo pather pigal bhi skta tha
Tamam UMAR tera muntazir raha Mohsin.
yeh aor baat k wo rassta badal bhi skta tha

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...