Sunday, 6 December 2015

Wafa ki talash to be wafaon ko hoti he faraz

Hum ne to dunya hi chor di kisi ki wafa k liye

Kai kam rh gye hain teri yaad ki waja se

tery sath bhi khasara tery bad bhi khasara

Na jany ku itna yaqeen he teri wafa par ae dost

Warna husn waly to khud se bhi wafa nahi karty

Main khud harean hon apny sabar ka pehlu dekh kar

Tum ne yaad karna chor diya par me ne intazar karna nahi chora.

Tash ka paton ki manid he zindagi meri FARAZ

Jis ne bhi khela taqseem kar diya mujhy

Yaad aayn gi us waqt meri wafayn

Yaad aayn gi us waqt meri wafayn
Yaad aayn gi us waqt meri wafayn
Jis waqt kisi ghair pe bedad kro ge.

Tum mohabat bhi mosam ki tarha nibhaty ho

Kbhi barasty ho kbhi 1 bond ko tarsaty ho

Pall me khty ho zamany bhar me faqat tumhary hain
Pall me Izhar-e-Muhabat se mukar jaaty ho

Bhari Mehfel me dusmano Ki tarha milty ho
Or duaaoon me Mera Naam liye Jaaty ho

Dyaar-e-Ghair Me mujy Talaash karty ho
Milon to paas se Chupchaap Guzar Jaaty ho

Lakh Mosaam ki tarhaa Rang Badalty raho
Aaj to kh do toot k shidaat se hmay chahty ho.

Ghame zindagi ghame do jaha Ghame jawedaa

Meri Har nazar teri muntazir teri har nazar mera imtaha

Na muhabat na dosti hamay kuch raas nahi

Sub badal jaty hain Hmary dill me jaga banany k bad

Jo Bhi manga wohi manga jo muqadar me na tha

Apni har aaik tamana se shikayat he mujhy

Itni shidat Aansuon me pehly kabhi naa thi

Dekha Apny Naseeb ko to sare aam ro diye

Wo mujh se bichr kar kab tak nhi roya

Wo mujh se bichr kar kab tak nhi roya

Wo mujh se bichr kar kab tak nhi roya
Koi to hamdard he jo usy rony nahi deta

Muhabat bhik he shayed

Muhabat bhik he shayed
Muhabat bhik he shayed
Bari Mushkil se milti he

Mainy to zindagi ko tery Naam likh diya tha

Shayed magar kuch or hi marzi khuda ki thi

Tumhari Dunya main hum jesy hazaron hongy

Magar hamari dunya main tum sa koi nahi he

Talaaq De To Rahe Ho Ghuroor O Qeher Ke Sath

Ke Mera Shabaab Bhi Lauta Do Mere Mehar Ke Sath

Jis ki poja ko muhabat kehta he aaj ka falsafa

Yhi Dor Hazir ki muhabat he tu main jahil hi acha

Mohabat Ki Ufaq Pe Jab Kabhi Laali Nazar Aayi

Use Majnu Nazar Aaya Mujhe Layla Nazar Aayi.. ...

Us K Chehre Ka Rung Kya Hoga

Us K Chehre Ka Rung Kya Hoga
Us K Chehre Ka Rung Kya Hoga
Jis K Paun Se Kehkashan Nikle...

Na Usko Hui Khabar Na Zamana Samajh Saka

Me Chupke Chupke Us Pe Kayi Bar Mar Gaya...

Aye Mere Lamha-e-Naraz Kabhi Mil To Sahi

Is Zamany Se Alag Ho Kar Guzarun Tujh Ko..

Ek Muhabbat Ka Pas Tha Warna

Ek Muhabbat Ka Pas Tha Warna
Ek Muhabbat Ka Pas Tha Warna
Mujh Ko Kya Kya Na Ras Tha Warna

Tu To Ranaiyon Me Gum Hi Raha
Me Tere Aas Pas Tha Warna

Tere Kehne Pe Tujh Ko Na Manga
Tu Mri Eltimas Tha Warna

Aaj Bethe Ho Ghair K Pehlu
Tu Mri Pehli Aas Tha Warna

Mujh Ko Bakhshi Nigaah Qudrat Ne
Me To Duniya Shanaas Tha Warna

Aaj Mujh Se Na Wasta Hafiz
Koi Mujh Se Na Khas Tha Warna...

Mohabbat Cheez Aisi Hai,

Mohabbat Cheez Aisi Hai,
Mohabbat Cheez Aisi Hai,

Kabhi Hoti Hai Apnon Se, 
Kabhi Anjaan Rahoon Sy 
Kabhi Gumnaam Rahon Sy

Mohabbat Cheez Aisi Hai

Kabhi Hoti Hai Phoolon Sy 
Kabhi Bachpan Ky Jhoolon Sy 
Kabhi Be-Ikhtiyaari Mein 
Kabhi Pakke Usoolon Sy

Mohabbat Cheez Aisi Hai

Mohabbat Bas Mohabbat Hai 
Mohabbat Ik Sadaqat Hai

Mohabbat Cheez Hi Aisi Hai

Dukhon Mein Rool Deti Hai 
Dard Anmool Deti Hai 
Zehar Bhi Ghool Deti Hai

Mohabbat Cheez Aisi Hai

Koi Raat Mere Aashna, Mujhe Yun Bhi To Naseeb Ho

Na Rahe Khayal Libaas Ka, Wo Itna Mere Qareeb Ho

Badan Ki Garm Aanch Se Meri Aarzu Ko Aag De 
Mera Josh Behak Uthey, Mera Haal Bhi Ajeeb Ho

Tere Chashni Wajood Ka Sara Ras Mein Chura Loon 
Phir Tu Hi Mera Marz Ho, Aur Tu Hi Mera Tabeeb Ho

Gehree Raatain, Wo Dheemay Lehjay, Wo Hansna Chupkay Se Tera Saqi

Main Sochta Hun To Toot,Ta Hai Wajood Mera HUBUL Ki Manend.. ....

Aisay Bikhra Hai Bohat Be-Daam Ho Jaisay

Ik Shakas Manzil Pay Nakaam Ho Jaisay.. ....

Apna To Kisi Dar Pe Thikaana Nahi Raha

Apna To Kisi Dar Pe Thikaana Nahi Raha
Apna To Kisi Dar Pe Thikaana Nahi Raha
Yani Ki Ab Ghar Se Nikalna Nahi Raha.. ....

Yaad E Maazi Ko Yun Chunti Hen Raatbhar Aankhen

Ke Jese Khet Me Chunti He Koi Chidiya Daane.. ....

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...