Kitni ajeeb yeh kahani hai
Kabhi aag hai kabhi paani hai
Mohabbat mere dil ke kone kone mein hai
Dil to mera hai magar mohabbat ki hukmrani
hai
Woh mere ravayye ki waja se mosam ki
tarah badal gaya
Ab us ke badal jaane par kyun mujh ko itni
hairani hai
Yeh dunya mit jaye gi log mit jayen ge
Magar na mite gi meri mohabbat kyun ke yeh
nafani hai
So log meri zindagi mein aaye bohat se lot
bhi gaye
Magar mein ne bhula payi us shakhs ko kesi
meri dil ki manmani hai
Us shakhs ki waja se mere dil ka baagh kitna
rangeen tha
Ab us ke jaane se kyun meri zindagi mein
itni verani hai
Aye khuda us shakhs ko phir se mera bana
de
Kyun ke us ke dil par teri sulatni hai

No comments:
Post a Comment